Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics from Heartless(2014) is brand new Hindi song sung by Arijit Singh . Main Dhoondne Ko Zamaane Mein song lyrics are penned down by Arafat Mehmood while music is given by Fuzon and video has been directed by Gaurav Dagaonkar.
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Song Details
| Movie | Heartless |
| Singer | Arijit Singh |
| Lyrics | Arafat Mehmood |
| Music | Fuzon |
| Label | T-Series |
Listen Song(Audio/Video)
Audio
Video
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics
Aaha.. aa.. aa.. aaha..
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

Pata chala ke galat leke, main pata nikla

Jiske aane se muqammal
Ho gayi thi zindagi
Dastak khushiyon ne di thi
Mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab deke woh le gaya
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gaya
Main dhoondne ko, uske dil mein jo khuda nikla
Main dhoondne ko, uske dil mein jo khuda nikla
Pata chala ke galat leke, main pata nikla
Pata chala ke galat leke, main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Aaha.. aa.. aa.. aaha..
Dhoondta tha ek pal mein, dil jise ye, sau dafaa
Hai subah nasrasz us bin, roothi shaame, din khafa
Woh aayein naa, le jayein naa
Haan uski yaadein jo yahaan
Naa raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Pata chala ke galat leke, main pata nikla
Pata chala ke galat leke, main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Aa.. aa.. oho..
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section and We'll Correct It As Soon As possible Thanks!
Related Songs:
Download Song
Want to request more Lyrics? Request Here